Hey Guys! Welcome to RashGear, So guys Aaj hum baat karenge Honda Activa 6G ke bare me. Agar Activa 6g ki launch date ki Baat Kare toh ye scooter Auto expo 2020 me launch hone ki khabar aayi thi or 15th January 2020 ko ko India me officially launch ho chuki hai.
New generation Honda 6G me saare new connectivity features available hain. Isme aapko 12-inch alloy wheel Milenge or saath he front disc ka bhi option dekhne ko milega. New Honda Scooter me aapko new suspension milega jo aapko Abhi tak Kisi Activa ke varient me nhi diye Gaye the.
Agar Honda Scooter 6G ki price ki baat kare toh to ees new scooter ki price 5000 se 10000 rupees jyada pad sakti hai mojuda model se. Honda Activa 5g ki Abhi ki price Rs. 54,632 ( ex-showroom Delhi) base model ke liye.
Agar Activa 6g ke new features ki Baat Kare toh aapko isme smartphone connectivity, telescopic suspension, 12-inch alloy wheel aur sabse important isme aapko fuel injection technology Milegi vo bhi BS6 complaint engine ke saath.
HONDA ACTIVA 6G LAUNCH DATE
Honda ke Taraf se Activa 6g ki officially launch date January 2020 tha. Aur company ne bina der kiye Honda 6g Activako January 15th, 2020 me launch kar diya tha.
Ab hum Rashgear pe baat kerte hain Activa 6G BS6 ki features, specifications aur baaki details pe.
ACTIVA 6G SPECIFICATION
Engine
109.19 CC
Power
7.96 PS
Torque
9 Nm
Brakes
Drum
Tyre Type
Tubeless
ABS
No
Kerb Weight
107 KG
Seat Height
692 MM
HONDA ACTIVA 6G PRICE IN INDIA
Variant
Estimated Price
ACTIVA 6G ( STD )
Rs. 86,000* (On-Road Price)
ACTIVA 6G PERFORMANCE AND MILEAGES
Mileage
50 to 60 KM
Engine Type
Single Cylinder, SI Engine
Displacement
109.19 CC
No. of Cylinders
1
Max Power
7.96 PS @ 7500 rpm
Max Torque
9 Nm @ 5500 rpm
Front Brake
Disc
Rear Brake
Drum
Fuel Capacity
5.3 L
Engine Capacity
109.51 CC
Honda Scooter Activa 6G 8 colors aur 4 variants me uplabdh hai. Or ye premium colors hain;
Black
Glitter Blue Metallic
Dazzle Yellow Metallic
Pearl Nightstar Black
Matte Axis Grey Metallic
Matte Mature Brown Metallic
Pearl Precious White
Pearl Spartan Red
Ees scooter me apko 12-inch ka front wheel aur 10 inch ka rear wheel milega. Agar type pressure ki baar karein to front tire me 22 PSI aur Rear tire me 36 PSI ka pressure hoga.