RashGear

BAJAJ Dominar 250 & KTM Duke 250 Review, On Road Price | RashGear

HEY GUYS WELCOME TO RASHGEAR TODAY WE COMPARISON TWO MOST POPULAR BIKES IN 250CC SEGMENT, THE FIRST IS KTM DUKE 250 BS6 AND SECOND IS RECENTLY LAUNCH BAJAJ DOMINAR 250.

dominar 250 and duke 250
Image: Dominar 250 & Duke 250 BS6

Ab Kuch log bol sakte hai ki ye bike ABHI LAUNCH huwi hai toh isse most popular kyu KAHA toh guys is 250 cc bike ke bade BROTHER ki baat kare jo ki dominar 400 hai usne Ek acha Naam banke Rakha huwa hai apne sabhi features ke Karan or ussi same platform or features ke saath aapko ye dominar 250 bhi dekhne milti hai toh isme koi shak nhi ki ye bhi utna he naam kamayegi jitna ki DOMINAR 400 NE KAMAYA HAI. Dominar 250 and Duke 250

LETS STARTS WITH BOTH THE BIKES PRICES

DOMINAR 250 PRICE in India

TOH DOMINAR 250 AAPKO 1.60 LAKHS RUPEES EX SHOWROOM PRICE KE SAATH OFFER KI JAATI HAI OR ISKI ON ROAD PRICE AAPKO 1.90 LAKHS INDIAN RUPEES TAK DEKHNE MIL jayegi.

BAJAJ DOMINAR 250 DETAIL REVIEW

KTM DUKE 250 BS6 PRICE IN INDIA

DUKE 250 KI BAAT KARE TOH ISKI PRICE 2.01 LAKH RUPEES EX SHOWROOM DEKHNE MILTI HAI OR ISKI ON ROAD PRICE A AAPKO 2.35 LAKHS INDIAN RUPEES TAK MILTI HAI JAATI HI.

DETAIL REVIEW OF KTM BS6 390 AND 250

DOMINAR 250 AND DUKE 250 BS6 ENGINE SPECIFICATIONS

TOH DOMINAR 250 ME AAPKO 248.7 CC KA SINGLE CYLINDER 4 VALVE DOHC LIQUID-COOLED ENGINE DIYA JAATA HAI JO KI BS6 COMPLAINT KE SAATH AATA HAI. IS ENGINE KE POWER OUTPUT KI BAAT KARE TOH YE ENGINE 29.91 PS & 24 Nm KA POWER and torque PRODUCED KARTA HA 9000 RPM OR 7500 RPM PE Dominar 250 ke Mileage ki baat kare toh aapko isme 30 to 35 km/l tak ka mileage mil jayega.

dominar 250 engine specification

VAHIN DUSRI OR DUKE 250 KA ENGINE AAPKO 248.8 CC KE SAATH MILTA HAI JO KI SINGLE CYLINDER 4 STROKE DOHC LIQUID-COOLED ENGINE KE SAATH milta hai ISME APKO Fi technology dekhne mil jayegi or ye ENGINE bs6 norms ke saath aata hai. Iss Engine ke Power output ki baat kare toh 30 ps and 24 Nm ka power and torque generated Karta hai KTM duke 250 ke mileage ki baat kare toh isme bhi aapko 30 to 35 km/l tak ka he mileage milta hai.

ktm duke 390 and 250

INSTRUMENT CONSOLE IN BOTH THE BIKES

TOH DOMINAR 250 AND DUKE 250 DONO ME AAPKO DIGITAL INSTRUMENT CLUSTER DIYA JAATA HAI BUT QUALITY AND VISIBILITY WISE BAJAJ DOMINAR 250 KA CONSOLE JYDA ACHA OR OR DONO ME SABHI TARAH KI INFORMATION DEKHNE MIL JAATI HAI.

dominar 250 instrument console

Tire SIZE AND BRAKES

DOMINAR 250 TYRE SIZE AND BRAKES

AB DONO HE BIKES KE TYRE SIZE KI BAAT KARTE HAI. TOH DOMINAR 250 ME AAPKO FRONT ME 100 / 80 R17 KE TYRE SIZE MILTE HAI JO KI MRF KE TARAF SE DIYE JAATE HAI REAR TYRE KI SIZE AAPKO 130/80 R17 KE MILTI HAI JO KI MRF KE TYRE MILTE HAI DONO TYRE ME AAPKO 17INCH KE ALLOY WHEEL OFFER KIYE JAATE HAI KI NORMAL ALLOY WHEEL HAI NA KI DIAMOND CUT ALLOYS.

Dominar 250 dual channel ABS

KTM DUKE 250 TYRE AND BRAKES

KTM DUKE 250 ME AAPKO FRONT ME 100 / 80 R17 KE TYRE SIZE MILTE HAI JO KI MRF KE TARAF SE DIYE JAATE HAI REAR TYRE KI SIZE AAPKO 130/80 R17 KE MILTe HAI JO KI MRF KE TYRE DIYE JAATE HAI.DONO TYRE ME AAPKO 17 INCH KE ALLOY WHEELS ME OFFER KIYE JAATE HAI BUT AAPKO DONO HE BOKES NORMAL ALLOY WHEELS MILTE HAI NA KI DIAMOND CUT ALLOYS.

ktm duke 390 and 250

SUSPENSION IN BOTH BIKES

NEW DOMINAR 250 SUSPENSION

DOMINAR 250 ME FRONT ME USD TELESCOPIC FORK DEKHNE MILTE HAI JISKA DIAMETER 43 MM KA MILTA HAI VAHIN REAR ME MULTI-STEP ADJUSTABLE MONOSHOCK WITH NITROX OFFER KIYE JAATE HAI.

bajaj dominar 250 new features

DUKE 250 BS6 SUSPENSION

KTM DUKE 250 KE SUSPENSION KI BAAT KARE TOH ISME FRONT ME AAPKO WP OPEN cartridge USD DIYE JAATE JO 43 DIAMETER KE SAATH MILTE HAI. AND REAR SUSPENSION ME AAPKO WP MONOSHOCK OFFER KIYE JAAE HAI.

DETAIL REVIEW OF KTM BS6 390 AND 250

DOMINAR 250 BS6 DIMENSIONS

Length – 2156 mm
Width – 836 mm
Height – 1112 mm
ground clearance -157 mm
Wheelbase – 1453
Weight – 155 kg
Fuel tank size -13 L and
Seat height – 800 mm

KTM DUKE 250 BS6 DIMENSIONS

Length – 2072 mm
Width – 831 mm
Height – 1109 mm
ground clearance – 185 mm
Wheelbase – 1357 mm
Weight – 161.9 kg
Fuel tank size – 13.5 L and
Seat height – 830 mm

See other bike details Bajaj Bike Details Here:

All Upcoming Bajaj Bikes
Bajaj Pulsar NS 250 – Price, Specs & Launch Date
Pulsar RS 400 – Price, Launch Date, Unexpected Specs
Bajaj Bikes Is Celebrating 20th Birthday. Let’s See The Achievements In Details
Bajaj Neuron Full Details – New Upcoming Bike

Exit mobile version